곡 정보

Tera Saath Hai Kitna Pyara (From "Janbaaz")
Kishore Kumar,Sapna
Someone Somewhere Is Made For You
앱에서 듣기
tera saath hai itana pyaara
kam lagta hai jeevan saara
tere milan ki lagan mein
hamein aana padega duniya mein dubaara
maine tan man tujh par vaara
pyaas bujhi na karke nazaara
tere milan ki lagan 
jitni tujhamein hai ada  utni hi vafa
jitna jahaan mein pyaar hai  tujhse mujhe mila
badhti hi jaaye ye betaabi badhti jaaye ye betaabi
jitana karoon nazaara
hamein aana padega 
pyaar ke ek ek pal pe hain  sau jeevan qurbaan
pyaar kabhi marta nahi  marte hain insaan
pyaar usi ka jeevan hai jo tere saath guzaara
hamein aana padega
멜론 님께서 등록해 주신 가사입니다.