곡 정보

Benaam Sa Ye Dard (From "Dhoop")
Jagjit Singh
Audiobiography - Jagjit Singh
앱에서 듣기
Benaam sa yeh dard
thahar kyon nahi jaata 2
jo beet gaya hai vo
guzar kyon nahi jaata
benaam sa yeh
Sab kuch to hai kya dhoondti
rahti hain nigaahein
Kya baat hai main
waqt pe ghar kyoon nahi jaata
jo beet gaya hai vo
guzar kyoon nahi jaata
Vo ek hi chahra to
nahi saare jahan main 2
Jo door hai vo dil se
utar kyon nahi jata 2
Jo beet gaya hai vo
guzar kyoon nahi jata
benaam sa yeh
Main apni hi uljhi hui
raahon ka tamasha 2
Jaate hai jidhar sab
main udhar kyoon nahi jata 2
Jo beet gaya hai vo
guzar kyoon nahi jata
Vo naam jo barson se
na chehra hai na badan hai 2
vo khwab agar hai to
bikhar kyoon nahi jata 2
Jo beet gaya hai vo
guzar kyoon nahi jata
benaam sa yeh
멜론 님께서 등록해 주신 가사입니다.